Afsar Ali | Afsar Ali | Siwan | Singarpatti



Eak Bachpan ka Jabana tha,
Jis me khusiyo ka khajana tha,
Chahat chand ko pane kit hi,
Per dil titli ka diwana tha,
Khabar na thi kuch subah ki,
Na saam ka thikana tha,
Thak kar aana school se,
Per khelne bhi jana tha,
Ma ki kahani thi,
Pariyo ka phasana tha,
Barish me kagaj kin naw thi,
Har mausam suhana tha……  




No comments:

Post a Comment